
Last update /last modified Date Blogger ke post me show kaise karye
WordPress ke tarha blogging palform kafi poupler hai blogging per host karta hai but haume sub kuch blogger nahi de sakta hai . But blogger par hum wo sabkuch nahi kar sakte hai jo ham chahte hai jo iske liye hame kuch naya tips ka sahara lena padta hai jaise ham koi post ko likhte hai to future me kuch time bad use update karne ki jarurat padte hai.
Aise me ham chahte hai ki hamari post ko update ki huwi date show ho taki reader or search engine ko post update ka pata chal jaye jisse hame jyada se jyada views mil sake
Last Modified Or Updated Date Display Is Most
Jaise ki aapne 1.mar.2017 ko blogger blog ke bare me post likhe or usme or kuch aisa topic explain kiye jise blogger ne us topic me change kiye to aapko usi post ko update karna hogi isko aap simple article ko edit kare or usme kuch important update wale change karke use update kare
But blogger post me post update karne ke bad bhi date wahi rahta hai isliye aapki koi post update karne se aapko bahut kan benefit milega q ki user or SEO kisi ka bhi post update ke bare me jaldi se pata chalna chahiye.
user and search engine hamesha recent or latest content ko jyada like karte hai aise me agar aapka koi post ki date change kare to SEO use top position par show hone lagega or jisse aapko jyada se jayda trafic milne lagega jisse direct user us post ko fir se read karna pasand karege
Why To Display Last Modified Or Update Date posts
- To aap search engine me post ki ranking kaise acchi hogi
- agar reader us post ko already padh liye hai to update hone ke bad fir se padna chahega
- reader ko read karne se blog par trafic bhi badhaega
- jisse aap ki site ki search rank and value increase hogi
- site pe jyada recent content milega or wo aapki site ko our adhik like karege

- sabse pahle apne blogger dashboard me jaye
- ab yaha pe aapo jis blog ki post setting kana hai uske drop down menu par select kar ke posts par click kare
- aapko jis blog ya post ko update karna hia use edit par click kare
- or right sidebar me post settings choose karne ke bad published on par click kare

- Set date and time par click kare
- yaha pe calendar me pst ki update or modified date or time set kare
- or time set karne ke bad done pe click kare
- ab yaha pe finally . settings karne ke bad update button par click kare
- Blogger Dashboard>>template par jaye
- Edit Html par click karne ke bad ctrl+F button dabaye or <data:post.dateheader/> search kare
- ab is code ke samne last update : likh ke setting save kar le