Youtube Video per Upload Default Setting kaise kare
![]() |
youtube Upload Default Setting kare |
Youtube Upload Default Setting kare
To mai apko is video me step by step batuga ki apne youtube channel ko discription and title , monitization aur bhi othe setting ko aap kar sakte hai
Agar apne youtube se paise kaise kamaye ye topic nahi read kiye hai to use read kare le
Youtube ko monitization kaise kare
youtube ke video ko blog me kaise lagaye
blog bana kar paise kaise kamaye
- kya apne sabhi video ko monitization kar sakte hai ?
- ap apne sabhi video ko title discription ko link sakte hai
- to aap video me perment koi word add kar sakte hai jaise apke facebook page link ,google page Etc
Youtube Video per Upload Defaults Setting kaise kare
Setting upload
1. Privacy pe click kare apne video ko private ye public karna chahate hai
2. Category apko youtube ke liye bhut jarui Option hai Agar apna youtube Channel jo Open kiye hai wo kis per Base hai jai mera TECH pe hai To aap apna comedy channel ke liye apko dusre option ko select karna padhta hai Ap apne youtue channel ke hisab se select kar sakte hai
3. License Apko se option pucha jata hai apka youtube Channel me jo video upload karte hai wo apne sirf dhikha sakte hai to apko Standard youtube license Select kare .Apke video ko public bhi apne channel me upload kare to apko Creative comman ka option ko Select karna hoga
Ap apne hisab se select kar sakte hai
4. Title ka option milta hai agar aap chahate hai to apne hisab se tite dekh sakte hai Mera youtube channel ka title diye hai filter Tech Make money online Aap apne youtube se related title likh le
5. Discription Me apko apne youtube ke channel ke link ye facebook twitter ya phir Other Socail media ko use karte hai to uska link aur discription me kuch likh de jaise apne channel ko subscribe se lie bhi likh sakte hai ise apko kafi bada likhna hoga ye bahut jaruri hota hai
6. Tag Tag me apko apne blog me kon kon se related video ko upload karte hai us type ka Tag de sakkte hai mai apne youtube channel me blog , make money, app devloping, and tips trick , type ke video ko upload karta hu to Is type ka video tag de sakte hai
7. Comment And Rating ke option me apko comment me tick mark kare all comment ko allow kar apko reting me bhi tick mark karna hai
8. Video Languege me apko kon se language ko use karte hai hai wo select kar le
9. Community contributions apne video me kisi language me likne chahate hai to aap CC ka use kare sakte hai magar ise tick na kare rahne de
10. Caption Certifaction apko 6 Option milta hai usme apko ye option select kare This content has never aired on television in the Us
11 .Suggest video Improvements Show Edit Suggestion ko rahne de
12. Video location me apne location ko search kare aur save kare
13 . Video Statistics Apko ise tike mark rahne de
![]() |
youtube Upload Default Setting kare |
Ab Apko Save Button pe clic kar le Aur sare setting save hogaye ga
To Dosto apko youtube channel ke deafult setting ha gaye hai agar apko koi sawal hai to mujhe comment kar ke puch sakte hai
Fiverr se paisa kaise kamaye
Shortlink kar ke paise kaise kamaye
Adsense se 100 $ per Day kaise kamaye
I hope apko ye post pasand aaya hoga to mere post ko share karna na bhule sath mere youtube ko subscribe jarur kare
Thanks for Reading ..